⚙️ EN اردو RO AZ
🌐
⚙️
English اردو Roman Azerbaijani
🏠 Home ⭐ Favorites 🔍 Search ⚙ Settings 🎥 Videos
🏠 🔍
Namaz Imam Jawaad Alaihissalam
Yeh do raka'at namaz hai. Har raka'at mein ek martaba Surah al-Faatehah aur sattar martaba Surah Qul Huwallah. Namaz ke baad, dua e Imam Al Jawad (a.s.) ki tilaawat karein.