ENGLISH | اردو | Roman | Azerbaijani
🏠 🔍
قُلِ ادْعُوْا اللهَ اَوِ ادْعُوْا الرَّحْمَـٰنَ ۖ
Aap keh dijiye ke Allah keh kar pukaaro ya Rahmaan keh kar pukaaro
اَيًّا مَّا تَدْعُوْا فَلَهُ الْاَسْمَاۤءُ الْحُسْنَىٰ ۚ
Jis tarah bhi pukaaroge uske tamaam naam behtareen hain
وَلَا تَجْهَرْ بِصَلَاتِكَ وَلَا تُخَافِتْ بِهَا
Aur apni namaazon ko na chilaa kar padho aur na bahut aahista aahista
وَابْتَغِ بَيْنَ ذَالِكَ سَبِيْلًا وَّقُلِ الْحَمْدُ لِلّٰهِ
Balkay donon ka darmiyaani raasta nikaalo aur kaho ke saari hamd us Allah ke liye hai
الَّذِيْ لَمْ يَتَّخِذْ وَلَدًا
Jisne na kisi ko farzand banaaya hai
وَّلَمْ يَكُنْ لَّهُ شَرِيْكٌ فِي الْمُلْكِ
Aur na koi uske mulk mein shareek hai
وَلَمْ يَكُنْ لَّهُ وَلِيٌّ مِّنَ الذُّلِّ ۖ
Aur na koi uski kamzori ki bina par uska sarparast hai
وَكَبِّرْهُ تَكْبِيْرًا۔
Aur phir baqaaydah uski buzurgi ka elaan karte raho